sOCHA maine pehli baar kya hota hai pyaar,
woh jo mujhe rula de,
ya woh jo rote-rote hasan de,
kehte hai log, bada beshram hota hai ye pyaar.
kaisa hota hai ye pyaar
kaisa hota hai pyaar.
KISI ko gar ho pta ke kya hota h pyaar
to mujhe zaroor batana mere yaar.
– Richesh Gupta
http://www.fb.me/richeshrocks